Tum Chalay Gaye Ho Jab Say Ay Meray Sanam
Usi Raah Per Ruk Gaye Hain Meray Qdam
Tum Milo Ham Say Kabhi Haal Apna Sunaye Tumhay
Tumharay Bina Yeh Zindagi Adhori Hai Tumhari Qsam
...
Yaad Karo Kaha Tum Nay Yeh Mujh Say Kabhi
Na Bechray Gaye Ham Tum Mil Kar Satoon Janam
Hamay Tha Bara Naaz Tumharay Is Pyaar Per
Ak Pal Main Torr Diye Tum Nay Wo Saray Bharam


No comments:
Post a Comment